Just a set of scribbles in Hindi (Transliteration). If there’s mistake point it out. And let me know which one or which line you liked.
Ijazaat
raste alaag hona tumne mangi thi
bhulna bhi tumne chahi thi
maine manga tha ant, maut,
lekin wobhi ata nahi jitna bhi mangu
uska ijazaat tumne lay rakhi hai jo…
Gaheraai
shaam dhaal chukhi hai
rehene dete kissa dardka ankahee
gham hum donoka pane day gaheraai
chal jake shote hai taaron mein
Gubbare
gubbare udd raha hai shamki hawa main
jaise koi kissa hai ek ek aur dhund raha hai
ek haath likhne ke lie
ek zubaan bolne ke lie
Leave a Reply